Zindgi pyar ka geet hai..

Movie : Soutan

Lyrics - Sawan kumar
Singer - Lata mangeshkar

{ Zindagi pyar ka geet hai..isse har dil ko gana padega } x2 Zindagi gam ka sagar bhi hai.. has ke us paar jana padega…

{ Zindagi ek ehsaas hai…toote dil ki koi aas hai } x2 Zindagi ek banwaas hai…kaat kr sabko jana padega… Zindagi pyar ka geet hai…isse har dil ko gana padega.

{ Zindagi bewafa hai to kya..apne ruthe hai humse to kya } x2 Hath me hath na ho to kya..sath fir bhi nibhana padega…Zindagi pyar ka geet hai..isse har dil ko gana padega

{ Zindagi ek muskan hai..dard ki koi pehchan hai } x2 Zindagi ek mehmaan hai..chhod sansaar jana padega.

Zindagi pyar ka geet hai…isse har dil ko gana pdega. Zindagi gam ka sagar bhi hai..isse har dil ko gana pdega.

Leave a comment

Design a site like this with WordPress.com
Get started